Home Top Ad


Jinke Liye Lyrics | Neha Kakkar Feat. Jaani | B Praak | Arvindr Khaira | Bhushan Kuma Lyrics

Share:

Jinke Liye  Lyrics  | Neha Kakkar Feat. Jaani | B Praak | Arvindr Khaira | Bhushan Kuma Lyrics

Jeene Ke Liye Lyrics

Song - Jinke Liye
Album - Jaani Ve
Singer - Neha Kakkar Feat. Jaani
Composer and Lyrics - Jaani
Music - B Praak
Music Label - T-Series
Film By - Arvindr Khaira
Mix and master: Gurjinder Guri & Akaash Bambar
Female Model - Siddhi Ahuja
Casting for Female Model: Vivek Gautam
Creative Director and Steadicam operator:- Amaninder Singh (Nonu)
Assistant Directors:- Sukhman Sukhu, Satnam Singh
Dop:- Anurag Solanki
Action Director:- Bunty
Line Producer- Satish Kakade
Art director- Akhilesh
Jaani Costume:- Mayur

Jaani styling: obsession by Mayur
Neha Costumes:- Sugandha Sood
Editor:- Zipsi
Colorist:- Adolf D’Souza
BTS - Md Rashid Iqbal
Poster shoot - Kirandeep Photograph


Lyrics




Tere liye meri ibaadatein wohi hain Tere liye meri ibaadatein wohi hain Tu sharam kar teri aadatein wohi hain Tu sharam kar teri aadatein wohi hain
Jinke liye hum rote hain Ho jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain


Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain Hum galiyon mein bhatakte phirte hain Woh samandar kinaaron pe hote hain
Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain
Paagal ho jaoge aana kabhi na Galiyon mein unki jaana kabhi na Jaana kabhi na Hum zinda gaye kareeb unke Ab dekho mare huye laute hain


Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain
Hathon se khelte honge ya pairon se Fursat kahan ab unko hai ghairon se Hathon se khelte honge ya pairon se Fursat kahan ab unko hai ghairon se Unki mohabbatein har jagah Woh jo kehte the hum iklaute hain
Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain
Kabhi yahan baat karte ho Kabhi wahan baat karte ho Aap bade log ho saahab Humse kahan baat karte ho
Aaj us shakhs ka naam batayenge Jaani tha Jaani mile jis kaayar se Ghalti thi chhoti mohabbat kari jo Ghalti badi thi ke kar baithe shayar se
Aag ka dariya zafa unki Har din lagane gote hain
Jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain Jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain
Ho jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain Jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain
Jinke Liye



No comments